height bdane ke tarike and tips in hindi


height bdane ke tarike and tips in hindi

 Hellow dosto , aaj mai aapko height bdane ke tarike btauga . dosto girl ho ya boy ho achhi height kise pasand nhi hoti hai. ydi aapki height achhi ho to uska seedha effect aapki personality pr pdta hai, dosto kuchh logo ka kehna hai ki ek umar hone ke bad yani ke 18 sal ke bad height bdana munkin nhi hota hai but ye bilkul galat bat hai, aap 18 sal ke bad bhi apni height me sudhar la skte ho to aayiye aaj jante hai ki height kaise bdaye .

1. calcium, ha dosto calcium hmare body ke liye ek bahut important factor hai , aapko pta hai calcium hmari haddiyo ko majbut bnata hai aur calcium hme doodh, dahi in ghtko me jyada milta hai. to isiliye hme ydi height bdana hai to calcium jyada jyada upayog me lana pdega. aur uska sevan krna padega.

2. dosto kuchh logo ko galatfami rehti hai ki ab hmare 18 sal ho gye hai to ab hmari height nhi bdegi, ye galatfyami apne dimag se nikal lijiye qunki ye galat bat hai, aapko height bdani hai to dosto hr tarah ke food khaye aur achha aahar le jaise proteins, vitamins, calcium iske alawa bahut si sbjiya aur falo ka bhi sevan kre.

3. dosto aap antibiotics ka sevan jyada na kre height bdane ke liye , iske adhik upyog lane pr yeh ulta bhi prabhav dal skta hai, kya aapko pta hai ? yeh aapki height bhi rukva skta hai. isiliye iska km se km he upyog kre.

4. sone ke bhi kuchh rule hote hai height bdane ke liye, sote samay thik se soye kyonki sote samay aapka sharir failta hai aur maspeshiya bhi khichi jati hai to aapko height bdana ho to aap thik prakar se nind lijiye. aur kaise bhi na soye .

5. dosto apne sath sath apne weight ko bhi niyantrit kre, aapko aapka weight bdana padega tabhi aapki height bhi bdegi, kyonki aapka vajan km rahega to aapki height bhi thik se bd nhi payegi, aur iske sath khub pani aur milk bhi piye.

6. dosto aapki height bdane ka sbse aasan tarika yeh hai ki aapko latakna padega , aap kisi bhi chij ko latak skte ho jaise ki ped ya fir koi zula ho ya aapke gym me latakne ke liye kuchh ho . aap jitni der latakte rhoge utna aapke liye achha hai . isse aap ki rid ki haddi lachili bnegi aur aapko apni height bdane me madad milegi.

7. height bdane ke liye jitna latakna jruri hai utna he aasan aur yogasan bhi kre. ydi aapko jldi height badana hai to aapko subah uthkr niyamit rup se aasan aur yogasan krna padega. aasan aur yogasan height bdane ka sbse best tarika hai dosto.

8. khel kud se bhi aapki height bdegi. dosto ydi aapke pas khel kud ke liye time na ho ya fir aapko khel kud se achha mehsus na hota ho to swimming, daud, cycling ya bascket ball etc. chij krke aap apni height ka vikas kr skte ho.

9. dosto dhup jyada se jyada le kyunki suraj ki roshni me vitamine D hota hai . isi liye suraj ki roshni aapke sehat ke liye important hai , bs tej dhoop me na jaye iske liye subah aur sham ki dhoop bilkul sahi rahegi.

Also Read :







Previous
Next Post »
Thanks for your comment